Tuesday, June 18, 2013

Unit Working Committee, All India Archaeological Service Association, Bhopal Unit




Unit Working Committee, All India Archaeological Service Association, Bhopal Unit

Shri S.K. Goswami, Chairman
Shri Brijesh Sharma, Vice Chairman
Shri Santosh Pathak, Unit Secretary
Shri M.K. Ojha, Joint Secretary
Shri Imad Uddin, Treasurer
Shri A.K. Gupta, Internal Auditor

Friday, July 30, 2010

***गिले-शिकवे मिटाना चाहता हूँ***
सबको अपना कह सकूँ, ऐसा ठिकाना चाहता हूँ,
टूटे तारों को जोड़ कर, फिर आजमाना चाहता हूँ,
बिछुड़े जनों से स्नेह का, मंदिर बनाना चाहता हूँ।
हर अन्धेरे घर मे फिर, दीपक जलाना चाहता हूँ,
खुला आकाश मे हो घर मेरा, नही आशियाना चाहता हूँ,
जो कुछ दिया खुदा ने, दूना लौटाना चाहता हूँ,
जब तक रहे ये जिन्दगी,खुशियाँ लुटाना चाहता हू॥

Kya Baat Hai
kitaabo ke panne palat ke sochte hain,
yu palat jaaye zindagi to kya baat hai.
tamanna jo poori ho khwabo me,
haqeeqat ban jaye to kya baat hai.
kuchh log matlab ke liye dhoondhte hain mujhe,
bin matlab ke koi aaye to kya baat hai.
Qatl karke to sab le jayenge dil mera,
koi lubha ke le jaye to kya baat hai.
jo sharifo ki sharaafat me na ho baat,
ek sharaabi kah jaye to kya baat hai.
zindagi rahne tak to khushi dunga sabko,
kisi ko meri maut pe khushi mil jaye to kya baat hai.

Wednesday, March 17, 2010

¨ôî¶ ÙðèÃãðÑðõÂðá ÑðòÜØððæðð¦÷ü

1. किशोरावस्था : वो आयु जिसमें लड़के लड़कियों को ताड़ने लगते हैं और लड़कियां ताड़ने लगती हैं कि लड़के उन्हें ताड़ने लगे हैं.

2. वास्तविक आशावादी : ऐसा गंजा जो बाल उगाने वाला वो ही तेल खरीदता है जिसके साथ कंघी फ्री हो.

3. मच्छर : इंजेक्शन की ऐसी सिरिंज जो उड़ सकती है.

4. कामयाब व्यक्ति : जिसे पहली बीवी की वजह से कामयाबी हासिल होती है और कामयाबी की वजह से दूसरी बीवी हासिल होती है.

5. बीबी : वह स्त्री, जो शादी के बाद कुछ सालों में टोक-टोक कर आपकी सारी आदतें बदल दे और फिर कहे कि आप कितना बदल गए हैं।

6. समिति : ऐसे व्यक्ति जो अकेले कुछ नहीं कर सकते, परंतु यह निर्णय मिलकर करते हैं कि साथ साथ कुछ नहीं किया जा सकता।

7. कार्यालय : वह स्थान जहां आप घर के तनावों से मुक्ति पाकर विश्राम कर सकते हैं।

8. श्रेष्ठ पुस्तक : जिसकी सब प्रशंसा करते हैं परंतु पढ़ता कोई नहीं है।

9. परम आनंद : एक ऐसी अनुभूति जब आप अनुभव करते हैं कि आप एक ऐसी अनुभूति को अनुभव करने जा रहे हैं जो आपने पहले कभी अनुभव नहीं की है।

10. कान्फ्रेन्स रूम : वह स्थान जहां हर व्यक्ति बोलता है, कोई नहीं सुनता है और अंत में सब असहमत होते हैं।

11. समझौता : किसी चीज को बांटने का वह तरीका जिसमें हर व्यक्ति यह समझता है कि उसे बड़ा हिस्सा मिला।

12. व्याख्यान : सूचना को स्थानांतरित करने का एक तरीका जिसमें व्याख्याता की डायरी के नोट्स, विद्यार्थियों की डायरी में बिना किसी के दिमाग से गुजरे पहुंच जाते हैं।

13. अधिकारी : वह जो आपके पहुंचने के पहले ऑफिस पहुंच जाता है और यदि कभी आप जल्दी पहुंच जाएं तो काफी देर से आता है।

14. अपराधी : दुनिया के बाकी लोगों जैसा ही मनुष्य, सिवाय इसके कि वह पकड़ा गया है।

15. कंजूस : वह व्यक्ति जो जिंदगी भर गरीबी में रहता है ताकि अमीरी में मर सके।

16. अवसरवादी : वह व्यक्ति, जो गलती से नदी में गिर पड़े तो नहाना शुरू कर दे।

17. अनुभव : भूतकाल में की गई गलतियों का दूसरा नाम ।

18. कूटनीतिज्ञ : वह व्यक्ति जो किसी स्त्री का जन्मदिन तो याद रखे पर उसकी उम्र कभी नहीं।

19. दूसरी शादी : अनुभव पर आशा की विजय।

20. मनोवैज्ञानिक : वह व्यक्ति, जो किसी खूबसूरत लड़की के कमरे में दाखिल होने पर उस लड़की के सिवाय बाकी सबको गौर से देखता है।

21. नयी साड़ी : जिसे पहनकर स्त्री को उतना ही नशा हो जितना पुरुष को शराब की एक पूरी बोतल पीकर होता है।

22. आशावादी : वह शख्स है जो सिगरेट मांगने पहले अपनी दियासलाई जला ले।

23. राजनेता : ऐसा आदमी जो धनवान से धन और गरीबों से वोट इस वादे पर बटोरता है कि वह एक की दूसरे से रक्षा करेगा।

24. आमदनी : जिसमें रहा न जा सके और जिसके बगैर भी रहा न जा सके।

25. सभ्य व्यवहार : मुंह बन्द करके जम्हाई लेना ।

26. ज्ञानी : वह शख्स जिसे प्रभावी ढंग से, सीधी बात को उलझाना आता है।

27. विशेषज्ञ : वह आदमी है जो कम से कम चीजों के बारे में ज्यादा से ज्यादा जानता है।

28. शादी : यह मालूम करने का तरीका कि आपकी बीबी को कैसा पति पसन्द आता।

29. पड़ोसी : वह महानुभाव जो आपके मामलों को आपसे ज्यादा समझते हैं।

30. नेता : वह शख्स जो अपने देश के लिये आपकी जान की कुर्बानी देने के लिये हमेशा तैयार रहता है।

×߸ð÷äð äðÙððá

Sunday, February 7, 2010

रूबरू होना है तो आगोश मैं आना होगा.....

अल्फ़ाज़ों मैं वो दम कहाँ जो बया करे शख़्सियत हमारी,
रूबरू होना है तो आगोश मैं आना होगा ,
यूँ देखने भर से नशा नहीं होता जान लो साकी,
हम इक ज़ाम हैं हमें होंठो से लगाना होगा


हमारी आह से पानी मे भी अंगारे दहक जाते हैं ;
हमसे मिलकर मुर्दों के भी दिल धड़क जाते हैं ..
गुस्ताख़ी मत करना हमसे दिल लगाने की साकी ;
हमारी नज़रों से टकराकर मय के प्याले चटक जाते हैं.

Sunday, March 1, 2009

MAIN DILLI SE BAAT KARUNGA BHEED BHARE CHAURAHON PAR......(AAP B KAROGE NA...)


Mein darbaro ke liye abhinandan geet nahi gata

Mein tajo ke liye samarpan geet nahi gata

Gaun bhale hi ho jau maon nahi ho sakta mein

Putra moh me shastra tyag kar guru draun nahi ho sakta mein

Kitne hi peh-re batha do meri krud nighao par

Mein dilli se baat karunga bheed bhare chauraho par

Meine bhu par rashmi-rathi ka ghauda rukte dekha hai

Paanch tamencho ke aage dilli ko jhukte dekha hai

Mein dilli ka vansaj dilli ko darpan dikhlata hoon

Ishliye mein again-gandha geet sunata hoon.

Jab bharat ka yaan khda tha kandharo ki dharti par

Asmenjasta bani huie thi bhartiyo ki mukti par

Raaven attahas karta tha panchvati ki raho mein

Bheem chupa kar muh betthe the besarmi ke daman mein

Arjun ka gaandeev pada tha kayerta ke aagan mein

Hum humdardi khoj rahe the Kabul wale gero mein

Apni topi jaker rekhdi di afgano ke pero mein

Jinke baaju sir bhi Karachi tak badhte dekhe hai

Jo daman mein umar-laden chupa kar batthe hai

apni aanko mein pindi ka nain chupa kar batthe hai

unki makari mein mera bharat chala gyua

aur vaarta karne unke darvaje par chala gya

bharat khoon sne haatho se haath milane chala gya

ek sher kute ke aage poonch hilane chala gya

afgani chhere ujle par man ke kale the

Taliban ke paanse sare mama shakuni wale the

Unse koi aasha karma dilli ki naadani thi

Ish chaurash mein haar udhisther ki nischit ho jani thi

Dilli ke darbar phesle galat varan kar batthe hai

Pandav khud hi draupdi ka cheer haran kar batthe hein

Swaqbhiman ko girvi dhar batthe hue hein hum

Mein darbaro ki lachari ko chankya path padhata hoon

Ishliye mein keval again-gandha geet gaata hoon.

Jinke dil mein daya nahi umdi ramjan ke mahene mein

Jinko phark nahi padta masoomo ke marne jeene mein

Jab hatyro ne insani rishte tyage the

Aur phhiroti mein dilli se chhatish kedi maange the

Tab dilli walo ne nirnya keval ek liya hota

Chhatiso ko top ke muh par baandh diya hota

Aur chunoti de di hoti sidhe rawalpindi ko

Bhism pitamah kshma nahi kar sakte aur shikhandi ko

Kash hamri dilli ki aankho mein kaal dikha hota

Vajpayee ki aankho ka dora lal dikha hota

Netra teeshra damroo wale shiv ne khol diya hota

Lal-Quila se seena taan kar hamla bol diya hota

Agar khronch bhi aiye bharat ke baasindo ko

Jinda nahi chhodenge Pakistan mein chipe darindo ko

Bandhak bhi bachte bharat ka gaurav bhi jinda rehta

Aur hamara sir bhi duniya mein yuein na sharminda hota

Aatanko ki aandhi tufan sabhi rukte dikhte

Chand tare sab bharat maa ke aage jhookte dikhte

Kaash unko hum Hindustani paani yaad dila dete

Unko to kya unke baap ko nani yaad dila dete

Lekin hum to har kimat par samjhote ke aadi hai

Gaal par thapad khane wale pak-ke Gandhi wadi hai

Ye kayerta ka khel na hua hota

Agar gad-di par sardar patel jaisa koi hua hota

Ugravad ki sanjh kar di jaati,

Aatankio ki cokh baanjh kar di jaati

Mein ish kayerta par mutthi kas-kas kar reh jaata hoon

Ishliye mein keval agni-gandha geet sunata hoon.

Bandhako ke parijan bhi sab khudgarji mein jhool gaye

Apne rishte yaad rahe par bharat maa ko bhool gaye

Unke har parijan ne darpok hone ka aabhash diya

Nahi kisi ne desh prem ka vaton ko vishvaas diya

Kash unke gharwalo ne himmat na todi hoti

Humne jung mein desh prem ki ek aur katha jodi hoti

Yatrio ke parivao ki bhi koi jimedari thi

Sach poocho to dilli unkr parivaro se hari thi

Kya ye desh unhi ka hai jo yudho mein mare jaate hai

Aisa yudh vatan ki khatir sabhi ko ladna padta hai

Sankat ki ghadi mein sabko sainik banna padta hai

Jo kom vatan ki khatir marne ko tyar nahi

Ushki santiti ko azad jeene ka adhikar nahi

Kiske kitne lal salone sima par chinn jate hai

Guru gobind ke bache diwaro mein chin jaate hai

Mangal pandey azadi ka deewana ho jaata hai

Udham singh dayer se badle ka parvaana ho jaata hai

Jhansi ki raani aan pe rajdhani mitwa deti hai

Panaa dhay wafadari par apna beta katwa deti hai

Ghas phoons ki roti khakar rana nahi lad-de the kya

Banda-varagi ke tan par hathi nahi chhadhe the kya

Ye gaatha unko suraj ki lali mein rakh deti hai

Ab dadao se darna chhodo aur Karachi se nata todo

Mein arjun ko shri Krishna ki gita yaad dilata hoon

Ishliye mein keval agni-gandha geet sunata hoon.

Ek Rubisha ki mukti ka galat nirnya liya dilli ne

Aur tabhi se saari ghati bhar gai aatanki darindo se

Aur hamare darbao ne loh phansle nahi kiye

Arjun machli ki aankho mein teer chalana chuk gaye

Muthi bhar jugnu suraj ke jot kalash par thook gaye

Aakhir yu darte-darte dunia se kya ladenge hum

Koi dilli maange ga to kya dilli bhi de dange hum

Jail bhare kyon batthe hai hum adamkhor darindo se

Azadi ka dil ghyal hai jinke gaurakb dhando se

Ghati mein aatankwad ke karak bane hue hai jo

Bacho ki muskano ke sanharak bane hue hai jo

Jahrile naago ko bhi doodh kyon pilati hai dilli

Musharaph jaise kshadyantrakari ko biryani khilati hai kyon dilli

Inke nirnya mein chuk rahi kaise Unki gerden phansi ke phande se door rahi kaise

Ab kanoon ko kada karo unko phansi ke taktho par khada karo

pagal kut-te ki hatya majboori hai

gadaro ko phansi bahoot jaruri hai

mein bajrango ko unki takat yaad dilata hoon

ishliye mein keval agni-gandha geet sunata hoon....................

I REQUEST TO ALL INDIANS.........

PLZ.... TRY TO LEARN OR SAVE IT IN UR MIND.....
++++++++++++++++++++++++++++++++++++